mein yaadon ke mazar per
ik jalte bujhte diya sa
timtima rah hoon
yeh jante huye ki
hawa ka ik tez jhonka
mujhay bhi ik yaad bana kar
gujar jay ga
phir bhi
jale ja rah hoon mein
aur khamosh unn yaadon jaise
jo seene mein dafn hain ab
Showing posts with label Hindi in Roman Script. Show all posts
Showing posts with label Hindi in Roman Script. Show all posts
Nov 5, 2007
Sep 19, 2007
some ramblings
12 Jun 2007
Kya kuch kah gayee ankhoon ki suroor
Mohabbat ho na ho, Quatl tha zaroor
Ab haal-e-ishq main kya sunao huzoor
Apne hi zulm ka dhoondh raha kasoor
~~~~
16 Jul 2007
Woh gubaar jo peeche chhod aaye hum
Koi Khuski ho, Chashme-deeda na honge num
Dhool jitni bhi ude, Sailaab aaye toh aaye
Toofan meri seene mein, dafn aaj, hurdum

Asli Naquli
11 Mar 2007
Kaun Husn, Kaun Ishq, Kya inke darmiyan
MOHabbat ya MOOHabbat, kya bataye jahan
Aaj Mehboob dekhti hai 'Ishq' Husn Mein
Aur Mashooq dhondhta 'Husn' Ishq Mein
Baat zabaan ki hai, yah Dil se Nikali
Husn-o-Ishq, kaun asli, kaun nakli.
Kaun Husn, Kaun Ishq, Kya inke darmiyan
MOHabbat ya MOOHabbat, kya bataye jahan
Aaj Mehboob dekhti hai 'Ishq' Husn Mein
Aur Mashooq dhondhta 'Husn' Ishq Mein
Baat zabaan ki hai, yah Dil se Nikali
Husn-o-Ishq, kaun asli, kaun nakli.
Sep 3, 2007
Khamoshi
Aaj phir baithe sunsaan lamhon ke sang
Yaad aayi us navjaat shishu ki umang
Kilkari hai, rona hai, thapkiyon mein sona hai
Kahmoshi ke dinon ke kitne haseen rang
Yaad aayi us navjaat shishu ki umang
Kilkari hai, rona hai, thapkiyon mein sona hai
Kahmoshi ke dinon ke kitne haseen rang
Jul 18, 2007
Yaad
Yaad mein teri mere jan-o-jahan
Hum bhatakte phiren kahan se kahan
Kadam kyon badh ke ruk jaate hain
Sochta hoon jalan, hoti hai kahan
Haath uth kar bhi nahi rok paate tumhe
Jane kya samjhon tum, isharon ki zubaan
Aankhon mein jo dhooan dikhta hai
Dikhti hai kya aag lagi hai kahan
Hum bhatakte phiren kahan se kahan
Kadam kyon badh ke ruk jaate hain
Sochta hoon jalan, hoti hai kahan
Haath uth kar bhi nahi rok paate tumhe
Jane kya samjhon tum, isharon ki zubaan
Aankhon mein jo dhooan dikhta hai
Dikhti hai kya aag lagi hai kahan
Jul 17, 2007
Gubaar
Woh gubaar jo peeche chhod aaye hum
Koi Khuski ho, Chashme-deeda na honge num
Dhool jitni bhi ude, Sailaab aaye toh aaye
Toofan meri seene mein, dafn aaj, hurdum
Koi Khuski ho, Chashme-deeda na honge num
Dhool jitni bhi ude, Sailaab aaye toh aaye
Toofan meri seene mein, dafn aaj, hurdum
Subscribe to:
Posts (Atom)